Lyrics of Amar Hai Shakti, Phir Kaahe Ka Dar Hai - अमर है शक्ति, फिर काहे का डर है
sabko pata hai yeh sabko khabar hai
sabko pata hai yeh sabko khabar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
phir kaahe ka dar hai
sabko pata hai yeh sabko khabar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
tu meri jaan hai, tu mera jigar jaane jigar
sabko pata hai yeh sabko khabar hai
sabko pata hai yeh sabko khabar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
parbat uthaalu jo tu saath de
tu saath de jo tu saath de
laa mere haathon mein tu haath de
tu haath de, tu haath de
oo bachpan mein toh saath khele nahi
khelenge abb hum akele nahi
abb saath apna jindagi bhar hai
maa ki duwaao mein kitana asar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
humko kisi ki najar na lage
mujhpar lage tum par na lage
o kyun apane dushman saare bane
chhute mehal banjaare bane
ghum na kar hamari lambi umar hai
mehalon se bhi uncha aaj yeh sar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
kismat se tu mehmaan hai
hum pe bada tera ehsaan hai
o mujhko bhi tum apne kaabil karo
apno mein mujhko bhi shaamil karo
yeh jindagaani ek safar hai
meri tumhaari ek dagar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
sabko pata hai yeh sabko khabar hai
sabko pata hai yeh sabko khabar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
amar hai shakti, shakti amar hai
oh no - i also consider rafi the greatest. i have been a big fan since age
5 when listening to "salamat rahe dostana". but the key phrase here is "i"
and "imo". people have different tastes. if someone just intrinsically
prefers kishore's voice & style - no amount of arguing will convince them
that rafi is better. it's taste. rafi is good in this song but there are
hundreds of songs where rafi just throws the standards into the sky with
his magnificence. my favorite rafi & kk duet is in dostana