lafz nahi hai mere paas
lafz nahi hai mere paas
andaaz-e-bayan kya karu tera o mere yaar
andaaz-e-bayan kya karu tera o mere yaar
mai tum aur fursat ki ye raat
mai tum aur fursat ki ye raat
adhuri na reh jaaye koi apne dil ki baat
adhuri na reh jaaye koi apne dil ki baat
lafz nahi hai mere paas
dhadkan yahi thi meri, saanse yahi thi
lekin zubaan pe aisi baate nahi thi
dhadkan yahi thi meri, saanse yahi thi
lekin zubaan pe aisi baate nahi thi
dil bhi yahi tha mera, aankhe yahi thi
lekin khwabo se bhari raate nahi thi
badla hua hai ehsaas, badla hua hai ehsaas
andaaz-e-bayan kya karu tera o mere yaar
andaaz-e-bayan kya karu tera o mere yaar
tu jo mili to mile jine ke maayne
rehne lage hai mere hontho pe taraane
raate hoti hai tere khwabo se roshan
aati hai subah teri khushbu jagaane
mehki hai aati jaati saans
mehki hai aati jaati saans
andaaz-e-bayan kya karu tera o mere yaar
andaaz-e-bayan kya karu tera o mere yaar
ishq me hone do dil rubaru
isharo isharo me baat ho, baat ho
lafz nahi hai mere paas
lafz nahi hai mere paas
andaaz-e-bayan kya karu tera o mere yaar