aankhiyo ne aakhiyo ne jabse tujhe dekha hai
o raani chehera tera chaand ke jaisa hai

suno tum rahena mera banke
ho malik mere man ke
aankhiyo ne aakhiyo ne jabse tujhe dekha hai
o raani chehera tera chaand ke jaisa hai
mere sapno ka dekho raja aaya
rang rup dekho mera usne sajaya
suno phoolo ki raani baharo ki malika
haal to dekh jara ajj mere dil ka
aise pakad na haath mera dil dhak dhak dole
hai janmo ka saath hamara dil bas ye bole
jaddu sa jaddu sa haye tune kar dala
udne laga hai ab panchhi man ka
o raani chehera tera chaand ke jaisa hai
apni palko mein aaja tujhko chhupa lu
jaalim jamane ki nigaho se chura lu
tan maan kiya re mene tere hawale
teri marzi tu chahe jaise sambhale
teri aankho ki masti mein main dub gaya janam
main bhi to tujhse milkar
sab kuchh bhool gayi balam
gora gora ye tan mehka meheka badan
baheka beheka ab panchhi maanka
aankhiyo ne aakhiyo ne jabse tujhe dekha hai
o raani chehera tera chaand ke jaisa hai
aankhiyo ne aakhiyo ne jabse tujhe dekha hai
o raani chehera tera chaand ke jaisa hai
suno tum rahena mera ban ke
ho malik mere maan ke