ankhiyo ne ankhiyo ne jab se tujhe dekha hai
o rani chehra tera chand ke jaisa hai
ankhiyo ne ankhiyo ne jab se tujhe dekha hai
o rani chehra tera chand ke jaisa hai
suno tum rahna mere banke
tum ho maalik mere man ke
ankhiyo ne ankhiyo ne jab se tujhe dekha hai
o rani chehra tera chand ke jaisa hai
mere sapne ka dekho raaja aaya
rang roop dekho mera usne sajaya
sun o phulo ki rani baharo ki mallika
haal to dekh jara mere dil ka
aise pakdna hath mera dil dhak dhak bole
hai janmo ka sath mera dil ye bas bole
kya jadu sa jadu sa tune kar dala
udne lag ahi ab panchhi ban ja
ankhiyo ne ankhiyo ne jab se tujhe dekha hai
o rani chehra tera chand ke jaisa hai
apni palko mein aaja tujhko chhupa lu
jalim jamane ki nigaaho se chura lu
tan man kiya re maine tere hawaale
teri marji tu chahe jaise sambhale
teri aankho ki masti main dub gaya janam
main bhi to tujhse milkar sab kuch bhul gayi balam
kora kora ye tan mahka mahka badan
bahaka bahaka hai panchhi man ka