ankhiyon se meri surma chura ke
raato ki meri nindiya uda ke
nain milaake hua gul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
ankhiyon se meri surma chura ke
raato ki meri nindiya uda ke
nain milaake hua gul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
kar gaya kar gaya mujhe matwaali
mujhe matwaali
ud gayi ud gayi gaalo ki laali
mahanga pad gaya najre ladaana
najre ladaana
ho gaya kaid mera dil deewaana
kaise udegi bulbul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
ye pyaar ka kaisa nasha hai
kaisa nasha hai
na hosh apna hai naa kuchh pata hai
julmi ne kaisi saja mujhko di hai
saja tujhko di hai
ki is saja me bhi apna maja hai
nikla wo jhutha bilkul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
dil ke armaan dil me dabaaye
dil me dabaaye
uske bina ab raha nahi jaaye
aise mausam me aaye sanam to
aaye sanam to
dil ye mera khil khil jaaye
mai kali wo mera gul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
ankhiyon se meri surma chura ke
raato ki meri nindiya uda ke
nain milaake hua gul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul
nashe me mujhe kar gaya tul