Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Apana Banake Phir Kyu Bhulaya - अपना बना के फिर क्यूँ भुलाया
apna bana ke phir kyu bhulaya
apna bana ke phir kyu bhulaya
dil mera nasad hai, haye
dil mera nasad hai
aa mere sanam
ho aana bhi chahu kaise aau
aana bhi chahu kaise aau
pahre pe saiyaad hai, haye
pahre pe saiyaad hai
tera hu, teri kasam
aa mere sanam
tera hu, teri kasam
o apna bana ke
haye, aana bhi chahu

dil me humare dard jawa hai, jawa hai
itna bata de ab tu kahan hai, kahan hai
meri juba par tera baya hai
dil bhi wahi hai ab tu jaha hai, jaha hai
kahan hai
aa, mere sanam
aa tera hu, teri kasam
tu apna bana ke
haye, aana bhi chahu

madhosh vade chahat ki rasme rasme
tune wafa ko khayi tho kasme kasme
dekho kahi bewafa na samjhna
kismat ke mare ko apna samjhna. samjhna
chala aa mere sanam
aa tera hu, teri kasam
tu apna bana ke
lyrics of song Apana Banake Phir Kyu Bhulaya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mumtaz Mahal (1957)
Jairaj, Sheela Ramani, Veena, Agha, Umesh, Nazir KashmiriBalbir Bittu, Geeta Dutt, Talat Mahmood, Sudha MalhotraKaif Irfani, Hasrat Jaipuri, Pandit PriyadarshiVinodRam DarayaniMumtaz Mahal at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type