Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.60 - 5 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Apna Gaon Sambhalo - अपना गाँव संभालो
nayi hawa me udne dekho
van ka mor chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
nayi hawa me udne dekho
van ka mor chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala

sunte hain shehar me jab jab
saavan bhaado aata hain
sunte hain shehar me jab jab
saavan bhaado aata hain
paani ki bundo ke badle
hare not barsaata hain
bhar leta hain jholi
jiska jitna jor chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala

ye bhi suna hain raat wahan ki
din ko sharmati hain
ye bhi suna hain raat wahan ki
din ko sharmati hain
divaron ko haath lagaao
to batti jal jaati hain
apne ghar to deeya kabhi na
saari raat jala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala

ye dharti aakash
vaha bhi hoga ya na hoga
ye dharti aakash
vaha bhi hoga ya na hoga
dekha jayega kismat me
jo bhi likha hoga
nikal pade jab ghar se
kyu na karega ram bhala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
lyrics of song Apna Gaon Sambhalo
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Gaon Hamara Shaher Tumhara (1972)
Rajendra Kumar, Rekha, Sujit Kumar, Sunder, Kanhaiya Lal, Lalita Pawar, BhagwanAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed RafiRajendra KrishanLaxmikant Kudalkar, PyarelalNaresh KumarNaresh KumarGaon Hamara Shaher Tumhara at IMDB      Gaon Hamara Shaher Tumhara at WikipediaGaon Hamara Shaher Tumhara at YouTube     |    Gaon Hamara Shaher Tumhara at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type