apna ghar pahchan
apna ghar pahchan
bande, apna ghar pahchan
apna ghar pahchan
idhar udhar ke
idhar udhar ki thokar khaye
baat kisi ki, samjh na paye
samjh na paye
tu itna nadan, tu itna nadan
bande, apna ghar pahchan
apna ghar pahchan
apna ghar pahchan
jhuthe jag se
jhuthe jag se, moh badhaye
jiwan bhar tu paap kamaye
paap kamaye
ant samay, kuch kaam na aaye
ant samay, kuch kaam na aaye
sone ke harne ke pichhe
kyu itna hairan bande
apna ghar pahchan
sone ke harne ke pichhe
kyu itna hairan bande
apna ghar pahchan
apna ghar pahchan
apna ghar pahchan
jhuthi duniya, jhuthi duniya
jhuthi maya
gal jaati mitti ki kaya
gal jaati mitti ki kaya
tune isme man bharmaya
tune isme man bharmaya
nain khol kar, dekh jara tu
bula rahe bhagwan
bande, bula rahe bhagwan
nain khol kar, dekh jara tu
bula rahe bhagwan
bande, apna ghar pahchan
apna ghar pahchan
apna ghar pahchan
bande, apna ghar pahchan
What a rare, beautiful, emotional and didactic song of the past!. Heard for
the first time. Nostalgic, soft, slow and classic. Most favourite. Dil ko
laga aur ek unjaani se kafiyyat tari ho gai. Kiya log tey, kaise fankar
guzre hain. Thanks a lot.