Lyrics of Apne Hatho Ki Lakiro Me Basa Le Mujhko - अपने हाथों की लकीरों में, बसा ले मुझको
apne haatho ki lakiro me, basa le mujhko
apne haatho ki lakiro me, basa le mujhko
mai hu tera, to naseeb apna bana le mujhko
mujhse tu puchhne aaya hai, wafa ke mani
mujhse tu puchhne aaya hai, wafa ke mani
ye teri saadadili, maar na dale mujhko
ye teri saadadili, maar na dale mujhko
khud ko mai baant na dalun, kahin daman-daman
khud ko mai baant na dalun, kahin daman-daman
kar diya tune agar, mere hawaale mujhko
kar diya tune agar, mere hawaale mujhko
waada fir waada hai, mai zehar bhi pee jau qateel
waada fir waada hai, mai zehar bhi pee jau qateel
shart ye hai, koi baahon me sambhale mujhko
apne haatho ki lakiro me, basa le mujhko
mai hu tera, to naseeb apna bana le mujhko
On our first date I gave this ghazal and ghazal by talat aziz Chahaingay
tujhay par rusva na karaingay to MY SWEETIE SOPHIA HASSAN LATIFI.She kept
these two ghazals with her through out her life.I spent three months in
hospital with her day and night.Those three months now have covered all my
life future and past.I just cant forget her process of death.Life was just
not fair with me by sending her away from me.After her death I forgot to
smile and laugh.I never laugh now nor I smile.Agha.LOVE