har dil ko dhakdkne ki saza milti hai 
har gul ko mehkane ki saza milti hai 
dastur zamane ka ajab hai yaaro 
bulbul ko chahkne ki saza milti hai 
apne jazbaat ko na hak ki saza deta hun 
apne jazbaat ko nahak ki saza deta hun 
tujhko khat likh ke main takiye me chupa deta hun 
apne jazbaat ko na hak ki saza deta hun 
puchta hai koi aanjame wafa jo mujhse 
puchta hai koi aanjame wafa jo mujhse 
dil ke jakhmo ki 
dil ke jakhmo ki main tasveer dikha deta hun 
dil ke jakhmo ki main tasveer dikha deta hun 
apne jazbaat ko na hak ki saza deta hun 
muskurakar jo koi pyar ke do bol kahe 
muskurakr jo koi pyar ke do bol kahe 
uski raho mei 
uski raho mai dilo jaha bhi luta deta hun 
uski raho mai dilo jaha bhi luta deta hun 
apne jazbaat ko na hak ki saza deta hun 
kitna maus hai 
kitna maus hun main ayehle wafa se gumnaam 
kitna maus hun main ayehle wafa se gumnaam 
raat hote hi 
raat hote hi charago ko bheja deta hun 
raat hote hi charoge ko bheja deta hun 
tujhko khat likh ke 
tujhko khat likh ke main takiye me chupa deta hun
apne jazbaat ko na hak ki saza deta hun