Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Apne Liye Jiye To Jamane Me Kya Jiya
4.40 - 10 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Apne Liye Jiye To Jamane Me Kya Jiya - अपने लिए जिये तो ज़माने में क्या जिये
apne liye jiye tum jamane me kya jiye
jina wahi hai jo ho kisi or ke liye
kaun raha hai kaun rahega
duniya aani jani
rahta nam usi ka jisne
ki hai kuch kurbani

kaun raha hai kaun rahega
duniya aani jani
rahta nam usi ka jisne
ki ho kuch kurbani

mard wahi jo jurm ke aage
sar na kabhi jhukaye
jo auro ke dukh ki khatir
apni jan lutaye
bhul hatega jaise koi
uski yad suhani
rahta nam usi ka jisne
ki ho kuch kurbani
kaun raha hai kaun rahega
duniya aani jani
rahta nam usi ka jisne
ki ho kuch kurbani

sochna tune kurbani ka
kya badla hai paya
wahi bahut hai tu duniya me
kam kisi ke aaya
bacha bacha padhega ek din
teri prem kahani
rahta nam usi ka jisne
ki ho kuch kurbani
kaun raha hai kaun rahega
duniya aani jani
rahta nam usi ka jisne
ki ho kuch kurbani
lyrics of song Apne Liye Jiye To Jamane Me Kya Jiya
Comments on song "Apne Liye Jiye To Jamane Me Kya Jiya"
Satish Shetty on Sunday, November 25, 2012
I am not only a fan of Rafisaab,I worship him.
Jd Jd on Saturday, April 03, 2010
direct into my favourites beautiful upload.
humraaz786 on Saturday, April 03, 2010
Some true words of wisdom by Rafi saab.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Saugandh (1961)
Gemini Ganeshan, Anjali Devi, Veerappa, Kamala Laxman, M N NambiarTalat Mahmood, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Dilip DholakiaPrem DhawanDilip DholakiaG K RamuSaugandh at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type