Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Apne Liye Jiye To Kya Jiye, Tu Ji Ae Dil, Zamane Ke Liye
4.31 - 13 votes
Sanjeev KumarMotivational Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Apne Liye Jiye To Kya Jiye, Tu Ji Ae Dil, Zamane Ke Liye - अपने लिये जीये तो क्या जीये, तू जी ए दिल, ज़माने के लिए
bazar se zamane ke
kuch bhi na hum kharidenge
bazar se zamane ke
kuch bhi na hum kharidenge
han bechkar khushi apni
logo ke gam kharidenge
bujhte diye jalane ke liye
bujhte diye jalane ke liye
tu ji ae dil zamane ke liye
apne liye jiye to kya jiye

himmat buland hai apni
patthar si jaan rakhte hain
himmat buland hai apni
patthar si jaan rakhte hain
kadmo tale zami to kya
hum aasmaan rakhte hain
girte huo ko uthane ke liye
girte huo ko uthane ke liye
tu ji e dil zamane ke liye
apne liye jiye to kya jiye

chal aaftaab le kar chal
chal mahtaab le kar chal
chal aaftaab le kar chal
chal mahtaab le kar chal
tu apni ek thokar me
sau inqalaab lekar chal
zulm o sitam mitane ke liye
zulm o sitam mitane ke liye
tu ji e dil zamane ke liye
apne liye jiye to kya jiye
apne liye jiye to kya jiye
tu ji e dil zamane ke liye
apne liye jiye to kya jiye
lyrics of song Apne Liye Jiye To Kya Jiye, Tu Ji Ae Dil, Zamane Ke Liye
Comments on song "Apne Liye Jiye To Kya Jiye, Tu Ji Ae Dil, Zamane Ke Liye"
kuckudk on Thursday, August 25, 2011
a song telling us how to conduct in life.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Badal (1966)
Sanjeev Kumar, K Vijayalaxmi, Shammi, Sheikh Mukhtar, Kamal Mehra, Helen, HiralalLata Mangeshkar, Manna Dey, Asha Bhosle, Bhupinder SinghAsad Bhopali, Indeevar, Javed AnwarUsha KhannaAspi AzadAspi AzadBadal at IMDB      Badal at YouTube     |    Badal at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type