la la la la la la
ye rangile mast najaare, dekho chalte saath hamaare
ek thikaana kahaa hamara, baadal jaise ham aawara
are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan

apani hain unchi udaan, unchi

yu to ham hain sidhe saadhe, fir bhi dil me laakh iraade

kaise-kaise armaa jaage, duniyaa apane pichhe bhage
apani manjil sabse aage, apani manjil sabse aage
are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
apani hain unchi udaan, unchi
ham diwaane dil mastaana, apne din hain apna jamana

masti apni aakhe chume, jhume ham to mausam jhume
waqt ka pahiya hum se ghume, waqt ka pahiya hum se ghume
are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
apani hain unchi udaan, unchi
kal ki baate ek fasaana, lauta kab hain daur puraana
kal ki baate ek fasaana, tauta kab hain daur puraana
pa le jo bhi aaj hain paana, kaahe duniya se ghabraana
ye safar hain kitana suhaana, ye safar hain kitana suhaana