arey ka se kahu mai apni guyiya
kon samjhi ho morre
tam jham mai nind udi hai
jitna kahu sab thor
suit boot me rahu chaka chak log kahe hoshiyar
iska leke usko dena kaam hai apna yaar
suit boot me rahu chaka chak log kahe hoshiyar
isse leke usko dena kaam apun ka yaar
apni tankha furr ud jaye un jis din ho udhaar
apni jeb humesha anshan pe rehti hai yaar

arey bhaiya jeb bhaiya bhaiya, bhaiya jeb bhaiya

arey sarz ne saara nasht kiya
ab dya dharam bhi bhirasht kiya
niyat ki gutthi uljhi hai
khud ne khud ko kast diya
sapno ko kaha ab search karu
na khushi bachi jo kharch karu
har baar dikhate hai gajar
rating pe kese work karu
deke jatan ye hai bol bachan
takrate hai har baar
apni jeb humesha anshan pe rehti hai yaar
apni jeb humesha anshan pe rehti hai yaar
arey bhaiya, bhaiya, ae bhaiya, ae bhaiya
apni jeb humesha anshan pe rehti hai yaar
saare jag ko mene thaga per mujhko thaga mera aaka
unko bhi hai thaga kisi ne lambi hai iski shakhaa
taange khich rahe sab sabki naam lga dete hai rabb
ched to hai sabki thali me
sat rahe hai bade ke jabki
lena chahe har koi fati jebe hai yaar
apni jeb humesha anshan pe rehti hai yaar
apni jeb humesha anshan pe rehti hai yaar
apni jeb, apni jeb