arz-e-shauq aankho me hai, arz-e-wafa aankho me hai
tere aage baat kahne ka maza aankho me hai
wakif hu khub ishq ke tarz-e-baya se main
wakif hu khub ishq ke
aa...wakif hu khub ishq ke tarz-e-baya se main
aa...wakif hu khub ishq ke tarz-e-baya se main
aa...wakif hu khub ishq ke tarz-e-baya se main
kah dunga dil ki baat aa... kah dunga dil ki baat
nazar ki zuba se main
kah dunga dil ki baat, baat kah dunga kah dunga
kah dunga dil ki baat
aa... meri wafa ka shauk se tu imtahaan le
aa... meri wafa ka shauk se tu imtahaan le
aa... meri wafa ka shauk se tu imtahaan le
guzarunga tere ishk ishk me guzarunga tere ishk me
har imtaha se main
guzarunga tere ishk ishk me guzarunga tere
guzarunga tere ishk
aa ae husn-e-aashana tere jalwo ki khair ho
aa ae husn-e-aashana husn-e-aashana
aa...ae husn-e-aashana tere jalwo ki khair ho
aa...ae husn-e-aashana tere jalwo ki khair ho
begana ho gaya aa..begana ho gaya hu
gam-e-do jaha se main
begana ho gaya hu begana ho gaya hu
gam-e-do jaha se main gam-e-do jaha se main
begana ho gaya aa..begana ho gaya
aa..begana ho gaya aa...begana ho gaya hu
begana ho gaya hu gam-e-do jaha se main
wakif hu khub ishq ke tarz-e-baya se main
tarz-e-baya se main
wakif hu khub ishq ke
Hearing duets of Rafi Sahab and Manna Da is like watching Sachin Tendulkar
and Rahul Dravid batting together in cricket. One is complete in technical
aspect and other is complete in all respect but there is no comparison
between them and also both of them were greats in their own respect.