Video of this song from youtube
Average Rating : 4.11
Total Vote(s) : 140
New Voting has been disabled for some time.


Lyrics of Are Deewano Mujhe Pahchano Main Hu Don - अरे दीवानों मुझे पहचानों मैं हूँ डॉन
are diwano mujhe pahchano
are diwano mujhe pahchano
kahan se aaya, mein hoon kaun
mein hoon kaun, mein hoon kaun
mein hoon mein hoon mein hoon kaun
don don don don don

mein hoon don, mein hoon don
mein hoon mein hoon mein hoon don

are tumne jo dekha hai socha hai samjha hai jaana hai
voh mein nahin, voh mein nahin
logon ki nazron ne mujhko yahan jo bhi maana hai
voh mein nahin, voh mein nahin
awaara badal ko saudaayi paagal ko
duniya mein samjha hai kaun
are deewano mujhe pahchano
zara pahchano, mein hoon don

are yaaron ka vo yaar hoon yaari mein yeh jaan luta de jo
mein hoon vohi, mein hoon vohi
dushman kaa dushman hun voh
dushman ke chakke chuda de jo
mein hoon vohi, mein hoon vohi
tum jaano, na jaano, maine to jaana hai
mahfil mein kaisa hai kaun
are deewano mujhe pahchano
zara pahchano, mein hoon don

are maine kya socha hai
kya khaab hai meri aankhon mein
tum jaano naa, tum jaano naa
maine bhi badla hai, kya rang baaton hi baaton mein
tum jaano naa, tum jaano naa
chehre pe chehra hai, parde pe parda hai
duniya mein samjha hai kaun
are deewano mujhe pahchano
zara pahchano, mein hoon don
mein hoon don, mein hoon don
mein hoon mein hoon mein hoon don
lyrics of song Are Deewano Mujhe Pahchano Main Hu Don
Comments on song "Are Deewano Mujhe Pahchano Main Hu Don"
PONNADA SRINIVASPRASAD on Sunday, September 22, 2013
what a combination of Amitabh, kishore and K-A don music is superb,
refreshing and extremely melodious despite Kishore stentorian tantrums.
wish such soongs, movies continue.
laliteis on Friday, May 17, 2013
No one match magical persona and energy level of Amitabh Bachchan .. When
he comes on screen .. audience simply blown away. Na aisa superstar kabhi
hua hai .. Na kabhi hoga.
Jason Jasonn on Tuesday, April 17, 2012
What about Daro ? Darmendera! Amitabachan is on the same level as Darmender
also, Shashi kappoor
Krishan Dhanwaria on Thursday, April 12, 2012
He is real Don of bollywood since 1969.awesome,superb,amazing
song...great.:)
Jason Jasonn on Monday, April 15, 2013
yeah yo its the truth. Darmender and Amitab Bachan are on the same level.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Don (1978)
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Helen, Kamal Kapoor, Pran, Iftekhar, Om Shiv Puri, Shetty, Mac Mohan, Satyen Kappu, Jairaj, Pinchoo Kapoor, Master Alankar, Jagdish Raaj, Sharad Kumar, Arpana Choudhary, Keshav Rana, Maruti, Devraj, Yashraj, Amar, Leena, Moolchand, Shah Agha, Pardesi, Azad, Shakeel Khan, Ramesh S, Moin Ud Din, ChanderAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata MangeshkarAnjaan, IndeevarKalayanji, Anandji, Anil Mohile, Arun Paudwal, Viju ShahChandra BarotMukhtar Ahmed, Nariman IraniDon at IMDB      Don at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type