Lyrics of Ashaar Mere Yun To Zamane Ke Liye Hain - अशार मेरे यूं तो ज़माने के लिये हैं
ashaar mere yun to zamane ke liye hain
ashaar mere yun to zamane ke liye hain
kuch teri fakat unko sunane ke liye hain
kuch teri fakat unko sunane ke liye hain
ab ye bhi nahi thik ke har dard mita de
ab ye bhi nahi thik ke har dard mita de
kuch dard kaleze se lagane ke liye hain
kuch dard kaleze se lagane ke liye hain
ashaar mere yun to zamane ke liye hain
aankhon mein jo bhar loge to kante se bhede
aankhon mein jo bhar loge to kante se bhede
ye faag to palakon pe sajane ke liye hain
ye faag to palakon pe sajane ke liye hain
ashaar mere yun to zamane ke liye hain
dekhu tere hathon ko to lagta hai tere hath
dekhu tere hathon ko to lagta hai tere hath
mandir mein fakat deep jalane ke liye hain
mandir mein fakat deep jalane ke liye hain
ashaar mere yun to zamane ke liye hain
socho to badi chiz hai tahzib badan ki
socho to badi chiz hai tahzib badan ki
varna to badan aag bujhane ke liye hain
varna to badan aag bujhane ke liye hain
ashaar mere yun to zamane ke liye hain
kuch teri fakat unko sunane ke liye hain