suna nahi dekha nahi
socha nahi jana nahi
jab se mili ho mujhe
maine kuch manga nahi
suna nahi dekha nahi
socha nahi jaana nahi
jab se mile ho mujhe
aur kuch manga nahi
aur kuch manga nahi
suna nahi dekha nahi
socha nahi jaana nahi
jab se mile ho mujhe
maine kuch manga nahi
suna nahi dekha nahi
socha nahi jaana nahi
jab se mile ho mujhe
aur kuch maanga nahi
aur kuch maanga nahi
kajra laga ke kabhi gajra sajaa ke
loota hai mera dil tune muska ke
ho kajra laga ke kabhi gajra sajaa ke
loota hai mera dil tune muskaake
khara nahi khota nahi
bura bhala jaana nahi
jab se mile ho mujhe
maine kuch maanga nahi
khara nahi khota nahi
bura bhala jaana nahi
jab se mili ho mujhe
aur kuch maanga nahi
aur kuch maanga nahi
nain milake kabhi nain churake
bindiya laga ke kabhi apna bana ke
ho nain milake kabhi nain churake
bindiya lagake kabhi apna banake
gora nahi kala nahi
roop rang jaana nahi
jab se mili ho mujhe
maine kuch maanga nahi
gora nahi kala nahi
roop rang jaana nahi
jab se mili ho mujhe
aur kuch maanga nahi
aur kuch maanga nahi
paas bula ke kabhi doori badha ke
kabhi tadpake kabhi pyas bujha ke
ho paas bulake kabhi doori badha ke
kabhi tarpake kabhi pyaas bujha ke
khoya nahi paaya nahi
kya hai wafaa jaana nahi
jab se mili ho mujhe
maine kuch maanga nahi
khoya nahi paaya nahi
kya hai wafaa jaana nahi
jab se mili ho mujhe
aur kuch maanga nahin
aur kuch maanga nahin
suna nahi dekha nahi
socha nahi jaana nahi
jab se mili ho mujhe
maine kuch maanga nahi
suna nahi dekha nahi
socha nahi jaana nahi
jab se mili ho mujhe
aur kuch maanga nahi
aur kuch maanga nahi