Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.45 - 11 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Aye Ishq Hame Barbad Na Kar (Sine Me Aag Bhadkti Hai) - सीने मे आग भड़कती है, आँखों से पानी बहता है
sine me aag bhadkti hai, aankho se pani bahta hai
kuch aisi chot lagi dil par, dil ro ro kar ye kahta hai
ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar

dil tod ke man ka meet gaya, hum har gaye gum jeet gaya
khushiyo ka zamana bit gaya, khushiyo ka zamana yad na kar
ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar

kyu rote hai do diwane, bedard zamana kya jane
bedard zamane se aye dil, ummid na rakh fariyad na kar
ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar

pahle to kapat ne kaid kiya, saiyad ne phir ye hukm diya
hotho ko see ashko ko pee,aasu na baha fariyad na kar
ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar
ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar
lyrics of song Aye Ishq Hame Barbad Na Kar (Sine Me Aag Bhadkti Hai)
Comments on song "Aye Ishq Hame Barbad Na Kar (Sine Me Aag Bhadkti Hai)"
orawal on Monday, December 24, 2012
I love this song. But did you know this fantastic song was also sung by the
Nayyara Noor. Check it out on youtube...its equally great!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Naach (1949)
Shyam Kumar, Suraiya, Omprakash, Shayama Gulam, Shyama, Raj Mehra, Gulab, SofiaSuraiya, Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Lata Mangeshkar, Zohrabai, Shamshad BegumKaif Irfani, Mulkraj Bhakri, Sarshar Sailani, Nazim PanipatiHusanlal BhagatramRavindra DaveSuraiya, Mohammed RafiNaach at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type