jalta hai suraj bina karj ke
sab ko mile roshni
ladte hai begharj tu ae jawan
sukh me ho matrubhumi
sukh me ho matrubhumi
ae ae jawan hai ae jawan
farj ko jo le ae jawan o
haar mile to tu ruk na gam se
tujhko pata ho magrur na ho
maidan ye jung karambhumi meri
usko saja karm se
masum pe vaar karna na kabhi
lad usse jo lade tujhse
apni ada ko na la darmiyaa
ladna bhi tu dharma se
ae hawa ae hawa
tu soti hi nahi
ae jawan tu jawan, tu thakta hi nahi
ae hawa ae hawa
tu soti hi nahi
ae jawan tu jawan, tu thakta hi nahi
justju kabhi na kar vida
tu hausla badha
man tera bole kare vida
to lab pe ho yahi
jalta hai suraj bina karj ke
sab ko mile roshni
ladte hai begharj tu jawa
sukh me ho matrubhumi
sukh me ho matrubhumi
sukh me ho matrubhumi
ae hawa ae hawa
tu soti hi nahi
ae jawan tu jawan, tu thakta hi nahi
ae hawa ae hawa
tu soti hi nahi
ae jawan tu jawan, tu thakta hi nahi
duniya ko kaha milti hai
himmat mafi ki har ki ek baat
lakshya de ae jawan
itihass mai hoga tera naam ae jawan
ae hawa ae hawa
tu soti hi nahi
ae jawan tu jawan, tu thakta hi nahi
thakte hai sajte hai agar hasti teri
phir jhuth ka jor bhi chalta hi nahi
ae hawa ae hawa
tu soti hi nahi
ae jawan tu jawan, tu thakta hi nahi
thakte hai sajte hai agar hasti teri
phir jhuth ka jor bhi chalta hi nahi
sona chandi tohfa hai teri jeet ka jawan
par teri najar mai mitti hai sab tu begarj jawan
jalta hai suraj bina karj ke
sab ko mile roshni
ladte hai begharj tu jawa
sukh me ho matrubhumi
sukh me ho matrubhumi
sukh me ho matrubhumi