ae jazaba-e-dil agar main chahu
har chij mukabil aa jaye
ae jazaba-e-dil agar main chahu
har chij mukabil aa jaye
har chij mukabil aa jaye
manzil ke liye do gaam chalu
manzil ke liye do gaam chalu
aur samne manzil aa jaye
ae jazaba-e-dil agar main chahu
ae shama kasam parwane ki
itna to meri khatir karna
ae shama kasam parwane ki
itna to meri khatir karna
itna to meri khatir karna
us, us waqt bhadak kar gul hona
jab saheb-e-mehfil aa jaye
har chij mukabil aa jaye
aur samne manzil aa jaye
ae jazaba-e-dil agar main chahu
ae dil ki lag chal yu hi sahi
chalta to hu unki mehfil me
ae dil ki lag chal yu hi sahi
chalta to hu unki mehfil me
chalta to hu unki mehfil me
us waqt mujhe chauka dena
us waqt mujhe chauka dena
jab rang pe mehfil aa jaye
har chij mukabil aa jaye
aur samne manzil aa jaye
ae jazaba-e-dil agar main chahu
har chij mukabil aa jaye
manzil ke liye do gaam chalu
manzil ke liye do gaam chalu
aur samne manzil aa jaye
ae jazaba-e-dil agar main chahu
Jamal, This is just not a video clip but the combination of some higher
standing peoples art show-cased. Ustad Zakir Hussain highly educated icon,
a great liberal writer Faiz Ahmad Faiz, marvelous playback singer Kavita
Krishnamurti. Thank you for sharing your rich taste through this upload.