aye jigida jigida, aye jigida jigida
aye jigida jigida, aye aye jigida jigida
ho koi keh do taron ko itna na jhuke
suraj mombatti ban meri raton mein jale
har manzil besabri se dastak hai kare
laqirein hathon ki meri marzi pe mude
kora kagaz diya hai hathon me mere
pehan ke jaun jo bhi waise din honge mere
yaar langtotiya hain yeh
khuda bhi jo mera karta hai hamesha
jo bhi mann mein ho mere
aye jigida jigida, aye jigida jigida
aye jigida jigida, aye aye jigida jigida
aye jigida jigida, aye jigida jigida
aye jigida jigida, aye aye jigida jigida
mere isharon pe hi hote hain savere
mere ghar ki chat pe hi to leta chanda phere
mere isharon pe hi hote hain savere
mere ghar ki chat pe hi to leta chanda phere
khwahishon ki dukan pe mera khata hai chalta ji
kismat ka bhi toh choga mere nap se katta banta hai ji
un ke gole jaisi rahe khulti aisi mere pairon ke tale
meri manzil hogi agar aaj yahan se behtar
khud se hi aake woh toh mere piche daude chale
aye jigida jigida, aye jigida jigida
aye jigida jigida, aye aye jigida jigida
aye jigida jigida, aye jigida jigida
aye jigida jigida, aye aye jigida jigida
mujhse jo hain bhale woh karte sau paintare jo
lagta nahi unse darr mujhko roko chakke ki jaam se
main to bhai kud-phand ke
kar dunga aage yaar main khudko
danv ke pench leke paala zoron se khench ke
kas dunga main jit ke main purje
mujhko zamin pe bandho karlo dur aasman ko
main toh phir bhi ud jaun phurr se
aye jigida jigida, aye jigida jigida
aye jigida jigida, aye aye jigida jigida
aye jigida jigida, aye jigida jigida
aye jigida jigida, aye aye jigida jigida