aye mere soye hue pyar jara hosh me aa
aye mere soye hue pyar jara hosh me aa
ho chuki nind bahut jaag jara josh me aa
ho chuki nind bahut jaag jara josh me aa
jara hosh me aa hosh me aa hosh me aa
aye mere soye hue pyar jara hosh me aa
kya hui teri hasi kya hui teri ada
kya hui teri hasi kya hui teri ada
teri mahfil ka sama kabhi aisa to na tha
teri mahfil ka sama kabhi aisa to na tha
fir wahi dhum macha fir wahi dhum macha
fir wahi andaz dikha
ho chuki nind bahut jaag jara josh me aa
ho chuki nind bahut jaag jara josh me aa
jara hosh me aa hosh me aa hosh me aa
aye mere soye hue pyar jara hosh me aa
wasta pyar ka du dekhle ek najar
ya mujhe itna bata meri manjil hai kidhar
teri dunia hai jaha meri dunia bhi waha
chhod kar dar ye tera or jau mai kaha
chhod kar dar ye tera or jau mai kaha
ya to khud hosh me aa ya mujhe behosh bana
ya to khud hosh me aa ya mujhe behosh bana
ho chuki nind bahut jaag jara josh me aa
ho chuki nind bahut jaag jara josh me aa
jara hosh me aa hosh me aa hosh me aa
aye mere soye hue pyar jara hosh me aa
aye mere SOYE huye pyaar (not Khoye). Thanks for the upload. I think
Kishore' version is better than Asha's