Video of this song from youtube
Lyrics of Ae Mohabbat Unse Milne Ka Bahana Ban Gaya - ऐ मोहब्बत उनसे मिलने का बहाना बन गया
ae mohabbat unse milne
ae mohabbat unse milne ka bahana ban gaya
tumne dekha humne dekha
tumne dekha humne dekha kaise fasana ban gaya
ae mohabbat unse milne
ae mohabbat unse milne ka bahana ban gaya
tumne dekha humne dekha
tumne dekha humne dekha kaise fasana ban gaya

aapki mithi najar ki teer feke teer hai
aapki mithi najar ki teer feke teer hai
teer chale bhi na paye, teer chale bhi na paye
dil nishana ban gaya
ae mohabbat unse milne ka bahana ban gaya

jinme dali thi najar me kar liya kuchh khatma
jinme dali thi najar me kar liya kuchh khatma
aaj chheda bhi nahi
aaj chheda bhi nahi aur kuchh tarana ban gaya
ae mohabbat unse milne ka bahana ban gaya

najre milne ji na payi tum najar me aa base
najre milne ji na payi tum najar me aa base
dil se dhundhe bhi nahi
dil se dhundhe bhi nahi aur aashiyana ban gaya
ae mohabbat unse milne ka bahana ban gaya
lyrics of song Ae Mohabbat Unse Milne Ka Bahana Ban Gaya
Comments on song "Ae Mohabbat Unse Milne Ka Bahana Ban Gaya"
dattakanitkar on Sunday, September 27, 2015
ANOTHER OF MELODIOUS CREATION FROM GREAT SHYAMSUNDER, LATA AND RAFI
Chandrakant Pusdekar on Saturday, July 18, 2015
ONE OF THE BEST DUETS !
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bazaar (1949)
Shyam, Nigar Sultana, Gope, Amir Bano, Misra, Cuckoo, Badri PrasadLata Mangeshkar, Shamshad Begum, Mohammed Rafi, Satish BatraQamar JalalabadiShyam SundarK AmarnathBazaar at IMDB      Bazaar at YouTube     |    Bazaar at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type