ghayal karte hai khud hi or khud hi bante hai dava
hai zeher kabhi amrit hai kabhi na jane tore naina hai kya
tore naina rasile katile haye ram
tore naina rasile katile haye ram
tore naina rasile katile lachile haye ram
rasile katile lachile haye ram
tore naina rasile katile haye ram tore naina
badal ka rang mehfil ka jab tum mehfil mein aaye
badal ka rang mehfil ka jab tum mehfil mein aaye
rang udha hai phulo ka dil sama ka baith jaye
rang udha hai phulo ka dil sama ka baith jaye
rang udha hai phulo ka in nazaro ke aage koi
in nazaro ke aage koi in nazaro ke aage koi
kaise nazar uthaye kaise nazar uthaye
haye ram kaise nazar uthaye
tore naina rasile katile lachile haye ram
tore naina rasile katile lachile haye ram haye ram
jhum rahi hai naagan zulafe mukh pe halke halke
jhum rahi hai naagan zulafe mukh pe halke halke
sar se anchal dhalka jaye sar se anchal dhalka jaye
baitho jara sabal ke sar se achal dhalka jaye
na jane kya kar baithe dil o na jane kya kar baithe dil
na jane kya kar baithe dil dil mera aaj machal ke
tore naina rasile katile lachile haye ram
tore naina rasile katile lachile tore naina
rasile katile lachile haye ram
tore naina rasile katile lachile haye ram tore naina