aye najani suno na, aye najani suno na
hame tumpe hak to do na, chahe to jan lo na
ke dekha tumhe to hosh ud gaye
hoth jaise khud hi sil gaye
ye hoth jaise khud hi sil gaye
aye najani suno na
hame tumpe hak to do na, chahe to jan lo na
ke dekha tumhe to hosh ud gaye
hoth jaise khud hi sil gaye
ye hoth jaise khud hi sil gaye
lagta hai ke tumko, rab ne banaya jis din
apni kudrato ko usne, tum me kar diya tha gum
is jaha ko husn batna bhi, kar diya tha kam
tikhe tikhe nain naksh tere, kaliyo se komal hoth tere
phulo se najuk paw tere, dono jaha kurban tere
tarasha pyar se jise, rab ne wo murat ho tum
sang tarasho ki jaise devi tum
tarasha pyar se jise, rab ne wo murat ho tum
sang tarasho ki jaise devi tum
tumsa jaha me koi na, aye najani suno na
hame tumpe hak to do na, chahe to jan lo na
ke dekha tumhe to hosh ud gaye, hoth jaise
ye hoth jaise khud hi sil gaye
parda khyalo ka hai, sachmuch jara samne aa
chand ko mai takta hu, par teri shakal aankho me
dil jalaye chandani bhi, thandi thandi rato me
nata nindo se tut gaya, tere liye mere hasi
dil ko yaki ye bhi hai magar, aayega aisa din bhi kabhi
jab mulakate bhi hongi, mithi si bate bhi hongi
pyar bhari rate bhi hongi dekhna
jab mulakate bhi hongi, mithi si bate bhi hongi
pyar bhari rate bhi hongi dekhna
aane ki khabar do na, aye najani suno na
hame tumpe hak to do na, chahe to jan lo na
ke dekha tumhe to hosh ud gaye, hoth jaise
hoth jaise khud hi sil gaye
ye hoth jaise khud hi sil gaye
Parda Khayalon Ka Hai
Sachmuch
Zara Saamne Aa
Chand Ko Mein Takta Hoon
Par Teri Shaqal Aakhon Mein
Ji Jalayee Chandini Bhi
Thandi Thandi Raaton Mein
Naata Neendon Se Toot Gaya
Tere Liye Ae Mere Haseen
Dil Ko Yakeen Ye Bhi Hai Magar
Aayega Aisa Din Bhi Kabhi
Jab Mulaqatein Bhi Hongi
Meethi Si Baatein Bhi Hongi
Pyaar Bhari Raatein Bhi Hongi
Dekhnaaa
Aa Ne Ki Khabar Do Na