aaisha meri
kaisi nind so gai aaisha meri
kaisi nind so gai aaisha meri
kaha kho gayi kahani ummidon bhari
kaisi nind so gai aaisha meri
abhi to yaha thi mushkukrati hui
apni nanhi baaton se dil bahlati hui
amanat thi khuda ki, vapas jana hi tha
sammaa thi parvano ke liye, jal jana hi tha
sochta hu us zindagi ka maksad tha kya
milkar judai kabhi na milne se behtar hain kya
kaisi nind so gai aaisha meri
kaisi nind so gai aaisha meri
aaisha kahan ja basi ho tum
lagta hain kahin kho gayi ho gum
ya fir aastha hi, bhul bhulaiya sa hain
manjil ka pata hi, kuchh mit gaya sa hain
kya fir kabhi tumhari, naa dikhegi muskan
kya meri ye talash, kabhi na hogi asaan
yaad aati hain bahut masumiyat tumahri
gujare jammane aur jadu si kahani hamari
itani jaldi chale jane ka kyun faisla kiya
bahut hansaya fir aise rula kyun diya
humm aaisha meri
kaisi nind so gai aaisha meri
kaha kho gayi
wo fisalte kadam aur bikhre se baal
naachte aankhe aur chulbuli si saval
wo nadan khwab aur bekabu armaan
yaad aave hain wo pyar bhare farmaan
ab ghar lautate hain to lagta hai ujada huaa
kisi tara fir mil jaau
ye rahti hain duaa
yakin tha hamesa rahega tumhara saath
bachpan ke baad hi kyun chut gaya
bo nanha haath
kaisi nind so gai aaisha meri
aaisha meri aaisha
jab milte hain javano ke tol mujhe wo
tumahre hi sapno se bhare dil lagte hain
tumahri aankho me tha jine ka naya josh
fire khane kyun chhod diya kushiyo ka wo hosh
tute khwabon ke tukado ko
kaise bin bin ke jodun
unke sahare kaise zindagi ki raah ko modun
gam jo itna sath rahega, ban jayega najuk
dhundo koi isaki jo dava kar dega karun
bhul jata hun main sayad ki tumhi ho dawa
yaadon ki khurak pine me hain sifar
kaisi nind so gai aaisha meri
kaisi nind so gai aaisha meri
kaha kho gayi kahani ummidon bhari
kaisi nind so gai aaisha meri