Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Item Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Baajre Ke Khet Me Kala Kauva Aaya - बाजरे के खेत में काला कौवा आया
bajre ke khet me kala kauva aaya
bajre ke khet me kala kauva aaya
chonch marke baali todi
kaav kaav chilliya
mua kala kauva aaya
ho mua kala kauva aaya
bajre ke khet me kala kauva aaya
ho bajre ke khet me kala kauva aaya
chonch marke baali todi
kaav kaav chilliya
mua kala kauva aaya
ho mua kala kauva aaya

din me bairi khet me aaye
raat ko chhat pe bole
dekh ke mera rup suhana
manwa chhati dole
din me bairi khet me aaye
raat ko chhat pe bole
dekh ke mera rup suhana
manwa chhati dole
lakh udaya maine
mujhse na ud paya
mua kala kauva aaya
ho mua kala kauva aaya
bajre ke khet me kala kauva aaya
ho bajre ke khet me kala kauva aaya
chonch marke baali todi
kaav kaav chilliya
mua kala kauva aaya
ho mua kala kauva aaya

kal ki baat sunaau
beri subah se pichhe laga
mauka paa ke ye baalo ka gajra le ke bhaga
kal ki baat sunaau
beri subah se pichhe laga
mauka paa ke ye baalo ka gajra le ke bhaga
ho lagta hai prem nagar se
ye kauva hai aaya hua
mua kala kauva aaya
ho mua kala kauva aaya
bajre ke khet me kala kauva aaya
bajre ke khet me kala kauva aaya
chonch marke baali todi
kaav kaav chilliya
mua kala kauva aaya
mua kala kauva aaya
ho mua kala kauva aaya
ho mua kala kauva aaya
lyrics of song Baajre Ke Khet Me Kala Kauva Aaya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Reshma Aur Sultan (2002)
Satnam Kaur, Hemant Birje, DharmendraReshma Aur Sultan at IMDB      Reshma Aur Sultan at YouTube     |    Reshma Aur Sultan at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type