aa aa aa aa aa
baat chhoti si kabhi, fail ke afsana bane

koi divana banaye, koi divana bane

baat chhoti si kabhi
zindagi me kabhi aata hain, wo naazuk lamha

shamma khud shikat jazbaat me parvana bane
baat chhoti si kabhi, fail ke afsana bane
koi divana banaye, koi divana bane
baat chhoti si kabhi
isase badh ke bhala, kya aur qyaamat hogi

jisko apnaane ki saajish ho
wo apna na bane
baat chhoti si kabhi, fail ke afsana bane
koi divana banaye, koi divana bane
baat chhoti si kabhi
haal-e-dil kahte huye unse khayaal aata hain

kahi izhaar tamanna bhi tamasha na bane