bato se baat na banegi kuch karke dikhana hoga 
bato se baat na banegi kuch karke dikhana hoga 
hamse aankh mila ke yaha jaan se jana hoga 
to ho jaye samna ho jaye 
ho jaye ho jaye ho jaye samna ho jaye
bato se baat na banao are dam hai to aankh milaao
bato se baat na banao are dam hai to aankh milaao
mout se jo dar jaye vo aur diwana hoga 
to ho jaye samna ho jaye 
ho jaye ho jaye ho jaye samna ho jaye
milne se pahle suna tha bada naam 
jaisa suna naam vaisa dekha nahi kaam 
mana maine mai to hu aawara badnaam 
dekha mujhe abhi kaha dekha mera kaam 
ab to dekhe kya gajab ho 
ab to dekhe kya gajab ho kab se tha intjar 
are bachke bachke bachke meri ja bachke 
hamse aankh milana jara bachke 
to ho jaye samna ho jaye 
ho jaye ho jaye ho jaye samna ho jaye
chupe hai nakabo me bhi yaha kai chor 
parda uthake kaho dekhe meri or 
parde uthenge to machega aisa shor 
phir na bachoge na chalega koi jor 
vo najara dekhna hai vo najara dekhna hai 
hamko bhi ek baar 
bachke bachke bachke diwane bachke 
hamse aankh milana jara bachke 
to ho jaye samna ho jaye 
ho jaye ho jaye ho jaye samna ho jaye
aaya jo shikari yaha ho gya shikar 
aaya jo khiladi yaha gya baaji haar 
are hota hoga ab ye na hoga sarkar 
apna to khali jaye nahi koi var 
jo hai garjte vo na barste 
jo hai garjte vo na barste sunte aaye hai yar 
are bachke bachke bachke meri ja bachke 
hamse aankh milana jara bachke 
bato se baat na banegi kuch karke dikhana hoga 
hamse aankh mila ke yaha jaan se jana hoga 
to ho jaye samna ho jaye 
ho jaye ho jaye ho jaye samna ho jaye
are bachke bachke bachke meri ja bachke 
hamse aankh milana jara bachke 
bachke bachke bachke diwane bachke 
hamse aankh milana jara bachke

 
great music.