babu ghabraten hain, babu ghabraten hain
chori chori se, chori chori se teer chalate hain
biwi sach kahti ho, biwi sach kahti ho
chonch to hain baahar aur ande me rahti ho
biwi sach kahti ho
chhainla mere rangile, dikhane me bhole se
chakhane me jahrile
dikhane me gudiya ho bholi bhali samjhe the
mirchi ki pudiya ho
chale the gulaab lene dekho phulwaari se
chale the gulaab lene dekho phulwaari se
kaanton se uljh baithe ye babu anari se
pada nahi pala abhi aapka khiladi se
tinke nikalo biwi choro ki dadhi se
choro se rishta hain banda farista hain
faristen aapse hote hain aa hi ye jana
faristen aapse hote hain aa hi ye jana
jami pe kaise huaa kahiye aapka ana
khuda ne aapko apna salam bheja hain
mijaaj puchhane aa ha mijaaj puchhane wo ye gulaam bheja hain
waah suna hain aapke rishte se chanda mama hain
khuda ke paas wahn aapka nishama hain
are kamaal karte hain har baat bujh lete hain
biradari par, biradari par badi galti sungh lete hain
ye gamchha bandh ke kya kandi saaf karte hain
ham aapso ki tabiyat ko saaf karte hain
ja tumhare jaise bade majnu maare firte hain
ki laila laila gali me pukaar firten hai
tumhi ko laila banaya hai to jabaab nahi
kahi khuda ki tabiyat bhi to kharab nahi
bater jaisi do aankhe laga ke bhej diya
ya shidha kabr se wapas utha ke bhej diya
jaha me aap jaisi aur koi chij nahi
tamij sikho agar baat ki tamij nahi
tamij sikho agar baat ki tamij nahi
tamij sikho agar baat ki tamij nahi
tamij sikho agar baat ki tamij nahi
tamij sikho agar baat ki tamij nahi