are bach ke kaha jayega tu
bach ke kaha jayega tu
prem jaal se, mere prem jaal se
jani zara nazar mila
jani zara nazar mila
dekh meri qatil ada
qatil ada tujhpe fida
sambhal jane ja
bach ke kaha jayega tu
prem jaal se, mere prem jaal se
jani zara nazar mila
jani zara nazar mila
dekh meri qatil ada
qatil ada tujhpe fida
sambhal jane ja
ho mahfil me sare ke sare diwane hain mere
han diwana dil mera tere lagaye kyo ve
hone de kam teri meri jo ye dooriya hain
han tere liye hi to betab ye shokhiya hai
husn ko aashiya raate bhi hain jawa
bach ke kaha jayega tu
prem jaal se, mere prem jaal se
jani zara nazar mila
jani zara nazar mila
dekh meri qatil ada
qatil ada tujhpe fida
sambhal jane ja
ho aankho se teri jo chlke gulabi gulabi
han pike use hi hui main shrabi shrabi
wo kuch nahi thi sanam tune pahle jo pili
han botal se jada jawani hai meri nashili
doob ja bahruba bhul ke ye jaha
bach ke kaha jayega tu
prem jaal se, mere prem jaal se
jani zara nazar mila
jani zara nazar mila
dekh meri qatil ada
qatil ada tujhpe fida
sambhal jane ja
ho khatre hi khtre tumahre mere darmiya hain
han tan me mere mastiya aandhiya bijliyan hain
ho ye aag dil ki sanam meri yun na bujhegi
han zulfo ki ye hathkadi jab talak na padegi
fas gaya tu yaha jayega ab kaha
bach ke kaha jayega tu
prem jaal se, mere prem jaal se
jani zara nazar mila
jani zara nazar mila
dekh meri qatil ada
qatil ada tujhpe fida
sambhal jane ja