bachpan se akela main, akela hu
bachpan se akela main, akela hu
zindagi mein aisa kya hua
main rutha bhi nahi, hansa bhi nahi
jinda hu magar zindagi nahi, zindagi nahi
bachpan se akela main, akela hu
manzil ke raaste mein ik sahara mila tha
aasha aur umeed ka ek sapna dekha tha
o manzil ke raaste mein ik sahara mila tha
aasha aur umeed ka ek sapna dekha tha
tut gaya sapna, chala gaya apna
tut gaya sapna, chala gaya apna
phir bhi jinda hu main
zindagi nahi, zindagi nahi
bachpan se akela main, akela hu
patthar ki duniya se mujhe kya mila hain
mere naseeb mein ab na jaane kya likha hain
o patthar ki duniya se mujhe kya mila hain
mere naseeb mein ab na jaane kya likha hain
tut gaya sapna, chala gaya apna
tut gaya sapna, chala gaya apna
phir bhi jinda hu main
zindagi nahi, zindagi nahi
bachpan se akela main, akela hu
tere bin aise jeeraha hoon jaise k jaan he magar saanse nahi , dil he magar
dhadkan nahi , ankh he magar koi manzar nahi , pyar he magar mere naseeb me
nahi..