Video of this song from youtube
Lyrics of Bada Bedard Jahaan Hai Yahaan Insaaf Kahaan Hai - बड़ा बेदर्द जहाँ है यहाँ इन्साफ़ कहाँ है
bada bedard jahaan hai yaha insaaf kaha hai
mujhe o duniya waale waapas bula le
bada bedard jahaan hai yaha insaaf kaha hai
mujhe o duniya waale waapas bula le
bada bedard jahaan hai yaha insaaf kaha hai

aag lage sansaar ko andha jiska nyaay
aag lage sansaar ko andha jiska nyaay
yaha to maa ki maamta dhan se tauli jaaye
dhan se tauli jaaye
ye kaisa jag hai vidhata pyaar maa ka thukrata
mujhe o duniya waale waapas bula le
bada bedard jahaan hai yaha insaaf kaha hai

ma ho kar main ma nahi phut gaye mere bhaag
ma ho kar main ma nahi phut gaye mere bhaag
le gaye zalim chhin ke ghar ka mere chiraag
ghar ka mere chiraag
gaya mere nain ka tara hua mera ghar andhiyara
mujhe o duniya waale waapas bula le
bada bedard jahaan hai yaha insaaf kaha hai

tum bin mere laadale suna mera jahaan
tum bin mere laadale suna mera jahaan
kise sunaayu loriya kaun kahe mujhe maa
kaun kahe mujhe maa
koi mera dard na jaane kise jaayu samajhaane
mujhe o duniya waale waapas bula le
bada bedard jahaan hai yaha insaaf kaha hai
lyrics of song Bada Bedard Jahaan Hai Yahaan Insaaf Kahaan Hai
Comments on song "Bada Bedard Jahaan Hai Yahaan Insaaf Kahaan Hai"
Narender Soni on Saturday, August 08, 2015
Great composition by Ravi Sahab.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Chiragh Kahan Roshni Kahan (1959)
Rajendra Kumar, Meena Kumari, Honey Irani, Minu Mumtaz, Sunder, S K Prem, Madan PuriLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Suman KalyanpurRavi, Prem DhawanRaviDevendra GoelChiragh Kahan Roshni Kahan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type