Lyrics of Badal Bahare Najare Parvat Nadee Aur Dhare - बादल बहारें नज़ारे पर्वत नदी और धारे
badal bahare najare parvat nadi aur dhare
badal bahare najare parvat nadi aur dhare
chand aur suraj sitare mai kadmo me rakh du tumhare
tum jo kehdo to
chand aur suraj sitare mai kadmo me rakh du tumhare
mere sanam teraa karam kaise karu mai shukriya
lekin mujhe tu chahiye kuchh bhi nahi tere siva
gaye hawa gaye fija gate hain yeh jharne bhi
tum jara gane lage git gaye gungunaye bhanvare bhi
sun toh jara
o mere mehbub sun le jara, mere pyar bhare nagme tere
chand aur suraj sitare mai kadmo me rakh du tumhare
tum jo phulo ke rang kirno ke rang
sat rang le ke aau tere liye
mausam ke rang ambar ke rang sare, rang mai sajau
tere liye o mere mehbub tere liye
har rang me kehti hu mai, mere devta kitna tujhe
jo rang me rang hai tera, uss rang me rang de mujhe
chand aur suraj sitare mai kadmo me rakh du tumhare
mere sanam teraa karam kaise karu mai shukriya
lekin mujhe tu chahiye kuchh bhi nahi tere siva
This movie was never released I believe. Though its songs were a smash hit. Isha Koppikar somehow had this very inhibiting factor in her luck---she always ended up doing movies that had very little star power for her to begin with or stay afloat in her career despite being one of the finest in B'wood.
Also her obsession with "being versatile" meant that she never got a genre to make a "base". Kya Kool Hai Hum was a chance for her to become comedy queen.. she left it un-used.