badan gungunata hain mera aaj kal
machalti nigaho me mehkta hain pal
badan gungunata hain mera aaj kal
machalti nigaho me mehkta hain pal
bechain hoke dil kah raha
mera hath thame kahin leke chal
bechain hoke ye dil kah raha
mera hath thame kahin leke chal
ha kahin leke chal
badan gungunata hain mera aaj kal
machalti nigaho me mehkta hain pal
main apne hi saye se lipatne lagi hu
ye kya sochkar main simatne lagi hu
main apne hi saye se lipatne lagi hu
ye kya sochkar main simatne lagi hu
meri khawashiyo ko par lag gaye hain
ke main aaj had se gujarne lagi hu
bechain hoke ye dil kah raha
mera hath thame kahin leke chal
ha kahin leke chal
badan gungunata hain mera aaj kal
machalti nigaho me mehkta hain pal
mere dil ki shakho pe gul khil gaye hain
kai rang khaabo ko ab mil gaye hain
mere dil ki shakho pe gul khil gaye hain
kai rang khaabo ko ab mil gaye hain
meri chahato ne kise hain pukara
kahu ab main kya mere lab sil gaye hain
bechain hoke ye dil kah raha
mera hath thame kahin leke chal
ha kahin leke chal
badan gungunata hain mera aaj kal
machalti nigaho me mehkta hain pal
badan gungunata hain mera aaj kal
machalti nigaho me mehkta hain pal
bechain hoke ye dil kah raha
mera hath thame kahin leke chal
bechain hoke ye dil kah raha
mera hath thame kahin leke chal
ha kahin leke chal
badan gungunata hain mera aaj kal
machalti nigaho me mehkta hain pal
machalti nigaho me mehkta hain pal
ha machalti nigaho me mehkta hain pal