bade-bade akshar me hai, likha har pathar pe hai
manzil hai kitni door, kitni door zyada ya kum
beech zindagi ke hum ginti gaye hain bhool

gin-gin ke din guzare nahi
raftar thodi badha le kahi
din duguni raat chauguni

andhe the kal ye raste tedhe the
aaj ujalo ke lambe ghere hai
andhe the kal ye raste tedhe the
aaj ujalo ke lambe ghere hai
tasveere jo thi deewar pe kal
dil me utar aur sath le chal
aankho ke parde pe khinchne lagi
tasveere kitni nayi nayi
din duguni raat chauguni
bade-bade akshar me hai, likha har pathar pe hai
manzil hai kitni door, kitni door zyada ya kum
beech zindagi ke hum ginti gaye hain bhool
do char din hi hai milnewale
hath badha inse mil le gale
do char din hi hai milnewale
hath badha inse mil le gale
kandhe pe yaro ke bazu rahe
aankho me door ki aarzu rahe
gin-gin ke taro se nind chura le
aur khwabo ki goliya zyada le le
din duguni raat chauguni
kitni door zyada ya kum
beech zindagi ke hum ginti gaye hain bhool
bade-bade akshar me hai, likha har pathar pe hai
manzil hai kitni door
ghante nahi hai to lamhe chun le
ghoomke aate rahenge, chun le
ghante nahi hai to lamhe chun le
ghoomke aate rahenge, chun le
har mod pe koyi kadi khadi hai
jud jaye jab wahi sahi ghadi hai
gin-gin ke jodoge jo tum inhe
ghat jayenge ye sare lamhe
din dugune raat chaugune