dushmani me dosti ka silsila rahne diya
dushmani me dosti ka silsila rahne diya
uske sare khat jalaye or pata rahne diya
badh raha hai
badh raha hai dard gam usko bhula dene ke baad
yad uski or aayi yad uski
or aayi khat jala dene ke bad
badh raha hai dard gam usko bhula dene ke baad
badh raha hai dard gam usko bhula dene ke baad
kyo mere hamraj tune dil ki halat puch li
dil ki halat puch li
bichad ke tujhse na milna to ek bahana tha
bichad ke tujhse na milna to ek bahana tha
mujhe to sirf tera wada aazmana tha
kyo mere hamraj tune dil ki halat puch li
tujhko bhi rona pada tujhko bhi rona pada
mujhko rula dene ke bad
badh raha hai dard gum usko bhula dene ke bad
badh raha hai dard gum usko bhula dene ke bad
rakh me kya dhundte chingariya bhi bujh gayi
chingariya bhi bujh gayi
ujala mangne aaya tha roshni ki bikh
ujala mangne aaya tha roshni ki bikh
hum apna ghar na jalate to aur kya karte
rakh me kya dhundte chingariya bhi bujh gayi
hosh me aaye bhi hum ho hosh me aaye bhi hum
to ghar jala dene ke bad
badh raha hai dard gum usko bhula dene ke bad
badh raha hai dard gum usko bhula dene ke bad
haye ab us bewafa ne bewafai chhod di bewafai chhod di
chirag tej hawa me jala gaya koi
chirag tej hawa me jala gaya koi
hamari kabar pe aasu baha gaya koi
haye ab us bewafa ne bewafai chhod di
kabar pe aaya hai wo kabar pe aaya hai wo
mujhko mita dene ke bad badh raha hai dard gum
usko bhula dene ke bad badh raha hai dard gum
usko bhula dene ke bad yaad uski aur aayi
ho yaad uski aur aayi khat jala dene ke baad
badh raha hai dard gum usko bhula dene ke bad
badh raha hai dard gum usko bhula dene ke bad
bahat dard he is gane pe dil ko toch karta he
yaar