hosiyar ho ja taiyar chal door jhatak ho matak matak
de takhat hata veer bado taiyar raho
har mouke pe hosiyar raho
ho needar dagar par garaj
garaj kar bado bado bado
badhe badhe jana re badhe chade jana re
kadam kadam aise rakh ke
aasman pe jana re
badhe badhe jana re badhe chade jana re
kadam kadam aise rakh ke
aasama pe jana re
dil me angar jaga le
aisi dahaad laga ke hil jaye aaj dishaye
aisi tu hunkar laga de
kar de unche kandhe chhati
tej tarah se maar gulati
fadak fadakti aag bujhaye
har unchi deewar gira de
tu hi sipahi ab tu khiladi tera
hissa hai jo pana tujhe ab
sikh le jeena aise kabhi jiya naa jaise
kaam bada kr jana tujhe
badhe badhe jana re badhe chade jana re
kadam kadam himmat se jazbe se jee nishana re
bujhne naa dena tere khawabo ka suraj
tujhko ko hi hai ab teri jarurat
bujhne naa dena tere khawabo ka suraj
tujhko ko hi hai ab teri jarurat
din me pahre kabhi na thahre
apne naseeba ki krle parakh
ho door sare bharm kar aise karm
tere kadmo me har muskile aake jhuke
ab yhi jatan kar fouladi ban
teri thokar ke aage koi naa ruke
badhe badhe jana re badhe chade jana re
kadam kadam himmat se jazbe se jee nishana re
badhe badhe jana re badhe chade jana re
kadam kadam aise rakh ke aasman pe jana re
hosiyar ho ja taiyaar chal
door jhatak ho matak matak
de takhat hata veer bado taiyar raho
har mouke pe hosiyar raho
ho needar dagar par garaj
garaj kar bado bado bado
aage hi rahna tera dharm hai parvat
bada to tu bhi kya kam hai
aage hi rahna tera dharm hai parvat
bada to tu bhi kya kam hai
teri salam le khud ko pahchan le
haar na maan tujhe teri kasam hai
kahe kuch bhi jahan naa ho uski parwaah
himmat se chalakata ho tera hi mann
koi naa ho bhle to tu tanha chal
teri raaho ka saathi ho tera hi pankh
badhe badhe jana re badhe chade jana re
kadam kadam aise rakh ke hil jaye jamana re
badhe badhe jana re badhe chade jana re
kadam kadam aise rakh ke hil jaye jamana re
badhe badhe jana re