badi joro ka jaada padat hai 
dhak dhak mora jiyara karat hai 
badi joro ka jaada padat hai 
dhak dhak mora jiyara karat hai
thar thar kaanpe re mora badanwa
balam ji aawe nahi, aawe nahi 
balam ji aawe nahi, aawe nahi 
balam ji aawe nahi
badi joro ka jaada padat hai 
dhak dhak mora jiyara karat hai
thar thar kaanpe re mora badanwa
balam ji aawe nahi, aawe nahi 
balam ji aawe nahi, aawe nahi 
balam ji aawe nahi
la la la la la la la 
kisi sautan ne haay raama 
meri dushman ne haay raama 
ho kisi sautan ne haay raama 
meri dushman ne haay raama 
kyaa tujhko roka, jo mujhko bhula hai 
meri paayal ka har ghugharu tujhko pukaare re 
tang kaahe, ho tang kaahe tu mohe karat hai 
kaahe aake naa mose milat hai
thar thar kaanpe re mora badanwa
balam ji aawe nahi, aawe nahi 
balam ji aawe nahi, aawe nahi 
balam ji aawe nahi
tera wadaa hai hay raama 
kya iraada hai hay raama 
ho tera wadaa hai hay raama 
kya iraada hai hay raama 
kyu mujhko tadapaaye, kyu mujhko tarsaaye 
karke waada jo na aaya, ji na sakungi 
tera rastaa, ho tera rastaa nigodi takat hai 
paagal raato ko tori jagat hai 
thar thar kaanpe re mora badanwa
balam ji aawe nahi, aawe nahi 
balam ji aawe nahi, aawe nahi 
balam ji aawe nahi
jhum jhum jhum jhum jhum
balam aaya hay raama
pyaar laaya hai hay raama 
balam aaya hay raama 
pyaar laaya hai hay raama 
are o sundar si gori, aaja chori chori 
gora gora aake mohe mukhada dikha ja
pyaar tose, ho pyaar tose ye aashiq karat hai 
har adaa pe ye tori marat hai 
tujhe dhundhe hai tera sajanwa
sajaniyaa aawe nahi, aawe nahi 
balam ji aawe nahi, aawe nahi 
sajaniyaa aawe nahi, aawe nahi 
balam ji aawe nahi, aawe nahi 
sajaniyaa aawe nahi, aawe nahi
