Lyrics of Badla Na Apne Aap Ko Jo The Wahi Rahe - बदला ना अपने आप को जो थे वही रहे
badla naa apne aap ko jo the whi rahe
badla naa apne aap ko jo the whi rahe
milate rahe sabhi magar ajnabi rahe
badla naa apne aap ko jo the whi rahe
duniya naa jit paayo to haaro naa khud ko tum
duniya naa jit paayo to haaro naa khud ko tum
thodi bahut to zehan me narajgi rahe
thodi bahut to zehan me narajgi rahe
badla naa apne aap ko jo the whi rahe
apni tarah sabhi ko kisi ki talaash thi
apni tarah sabhi ko kisi ki talaash thi
ham jisme bhi karib rahe dur hi rahe
ham jisme bhi karib rahe dur hi rahe
badla naa apne aap ko jo the whi rahe
gujro jo baag se to duaa maangte chalo
gujro jo baag se to duaa maangte chalo
jisme khile hai phul wo daali hari rahe
jisme khile hai phul wo daali hari rahe
milate rahe sabhi magar ajnabi rahe
badla naa apne aap ko jo the whi rahe
jo the whi rahe jo the whi rahe
*** बदला न अपने आप को जो थे वही रहे, मिलते रहे सभी से मगर अजनबी रहे. दुनिया
ना जीत पाओ तो हारों ना खुद को तुम, थोडी बहोत तो झहन में नाराज़गी रहे. अपनी
तरह सभी को भी किसी कि तलाश थी, हम जिसके भी करीब रहे दूर ही रहे. गुजरो जो
बाग़ से तो दुआ मांगते चलो, जिसमे खिले हैं फूल वह डाली हरी रहे. *** Album :
Insight (1994) Singer : Jagjit Singh Music : Jagjit Singh Lyrics : Nida
Fazli