pyaar ke nagme gaaye kyun
pyaar me hum mar jaaye kyun
tumne dil ko toda tumse aakhir dil lagaye kyun
pyaar ke nagme gaaye kyun
pyaar me hum mar jaaye kyun
tumne dil ko toda tumse aakhir dil lagaye kyun
karz aashiqui ka chukane ki taiyari hai
tum suno main bolu ab meri baari hai
teri baato ka sidha jawab hai
mai badtameez meri aadat kharab hai
teri baato ka sidha jawab hai
mai badtameez meri aadat kharab hai
yu besharam honge, aansu bhi garam honge
apne lahu ko jalane ki taiyari hai
teri baato ka sidha jawab hai
mai badtameez meri aadat kharab hai
tum hi roz kehte the, tum hi mujhse pyaar karoge
aisa koi aur na kar payega
phir tum khaali kar gaye dil ko aise aise kar gaye khaali
koi aur na bhar paayega
khwaabo ke ujle daaman pe
gin na paaoge hai itni kharashe
karz aashiqui ka chukane ki taiyari hai
tum suno main bolu ab meri baari hai
teri baato ka sidha jawab hai
mai badtameez meri aadat kharab hai
teri baato ka sidha jawab hai
mai badtameez meri aadat kharab hai
cheere baar baar jo dil ko cheere, dard de gaye aisa
ha dard de gaye tum to
jaana jaan jaan keh ke tum mujhko, jaan le gaye meri
meri jaan le gaye tum to
khwabo ki kasmo waado ki ye jo laashe hai
kaha pe chhupaye
karz aashiqui ka chukane ki taiyari hai
tum suno main bolu ab meri baari hai
teri baato ka sidha jawab hai
mai badtameez meri aadat kharab hai
teri baato ka sidha jawab hai
mai badtameez meri aadat kharab hai
teri baato ka sidha jawab hai
mai badtameez meri aadat kharab hai
teri baato ka sidha jawab hai
mai badtameez meri aadat kharab hai