baag me phool kisne khilaye hai, baag me phool kisne khilaye hai
maine to nahi maine to nahi, maine to nahi maine to nahi
chor kaun tare kisne churaye hai, chor kaun tare kisne churaye hai

tauba ka sawal kya tauba maine ki nahi
tauba ka sawal kya tauba maine ki nahi
kaisa ye sarurar hi maine pi hai ki nahi

phir mere hosh kisne udaye hai, phir mere hosh kisne udaye hai
maine to nahi maine to nahi, maine to nahi maine to nahi
aakhir is jaha me hoti hai ye baat kyu
aakhir is jaha me hoti hai ye baat kyu
do or do jama kare to bante nahi saat kyu

do or do char kisne banaye hai, do or do char kisne banaye hai
maine to nahi maine to nahi, maine to nahi maine to nahi
ye jo dil ke saj hai the wo to be-aawaz the

tere mere pyar ke afsane to raz the
tere mere pyar ke afsane to raz the
raz sab ko ye kisne bata ye hai, raz sab ko ye kisne bata ye hai
tune to nahi tune to nahi, maine to nahi maine to nahi
baag me phool kisne khilaye hai, bagh me phool kisne khilaye hai
maine to nahi maine to nahi, maine to nahi maine to nahi
chor kaun tare kisne churaye hai, chor kaun tare kisne churaye hai
maine to nahi maine to nahi, maine to nahi maine to nahi
A fine Lata-Rafi number from the sixties. Excellent score by
Laxmikant-Pyarelal.Good picturisation!!