Lyrics of Bagon Mein Bahar Aayi, Hoton Pe Pukar Aayi - बागों में बहार आई, होंठो पे पुकार आई
aaa oo
baaghon me bahaar aayi, hothon pe pukar aayi
aaja aaja aaja, aaja meri rani
rut bekaraar aayi
rut bekaraar aayi, doli me sawaar aayi
aaja aaja aaja, aaja mere raja
baaghon me bahaar aayi, hothon pe pukar aayi
aaja aaja aaja, aaja meri rani
phoolon ki gali me aayin
bhanwaron ki toliyan, bhanwaron ki toliyan
diye se patanga khele aankh micholiyan
bole aisi boliyan ke pyaar jaaga, jag so gaya
rut bekaraar aayi, doli me sawaar aayi
aaja aaja aaja, aaja mere raja
baaghon me bahaar aayi
sapna to sapnon ki
baat hai pyaar me, baat hai pyaar me
neend nahin aati sainya, tere intzaar me
hoke bekaraar tujhe dhoondhun main, tu kahan kho gaya
baaghon me bahaar aayi, hothon pe pukar aayi
aaja aaja aaja, aaja meri rani
aaja mere raja
lambi lambi baate chheden
chhoti si raat me, chhoti si raat me
saari baate kaise hongi, ik mulaqaat me
ek hi baat me lo dekh lo, sawera ho gaya
baaghon me bahaar aayi, hothon pe pukar aayi
aaja aaja aaja, aaja meri raani
rut bekaraar aayi, doli me sawaar ayi
aaja aaja aaja, aaja mere raja
aaja meri rani, aaja mere raja

What a beautiful song, Anand Bakshi a house hold name since 1956 we cant
brief his contribution to the hindi film industry with his 100's of popular
songs in all time from " Ke Aaja teri yaad aayi to Dil wale dulhaniya le
jaaenge.
But we ll hear his songs and his name till death from various sources like
on vivid bhartti also: Geet likha hai Anand Bakshi ne sangeet Laxmikant
pyarelal ka hai.
Thank u youtube &Thanks for upload