baharo ki mangi hui ek dua
hajaro ki mangi hui iltja
hajaro baras me kabhi ho kabul
to khilta hai tumsa hansi ek phul
phul phul pe bani teri tasvir
phul phul pe bani teri tasvir
phul phul pe likha hai tera naam
ho tujhe salam tujhe salam
phul phul pe bani teri tasvir
phul phul pe bani teri tasvir
phul phul pe likha hai tera naam
ho tujhe salam tujhe salam
tujhe salam tujhe salam
tujhe salam tujhe salam
ithlake balkha ke tu, kaise kadam uthati hai
ithlake balkha ke tu, kaise kadam uthati hai
aise kadam uthati hai, jaise kasam uthati hai
aise kadam uthati hai, jaise kasam uthati hai
aaj koi ho jayega barbad
aaj koi ho jayega badnam
ho tujhe salam tujhe salam
galo se ye lagta hai, ek masum kaval hai tu
galo se ye lagta hai, ek masum kaval hai tu
hotho se ye lagta hai, ek rangin gajal hai tu
hotho se ye lagta hai, ek rangin gajal hai tu
teri zulfe sawan ki raate
teri aankhe shishe ke do jaam
ho tujhe salam tujhe salam
kisi geet ke mukhde sa, dil kash tera mukhda hai
kisi geet ke mukhde sa, dil kash tera mukhda hai
is duniya ki chij nahi tu, ek chand ka tukda hai
kisi geet ke mukhde sa, dil kash tera mukhda hai
is duniya ki chij nahi tu, ek chand ka tukda hai
mai to insan phariste bhi
mai to insan phariste bhi
teri kasam ban jaye tere gulam
ho tujhe salam tujhe salam
ho phul phul pe bani meri tasvir
phul phul pe bani meri tasvir
phul phul pe likha hai mera naam
tujhe salam ho tujhe salam
tujhe salam tujhe salam
tujhe salam ho tujhe salam
tujhe salam tujhe salam
Great song from Anand-Milind...too bad they got swamped by the
new-generation of musicians. The loss is ours.