baharo se kahenge, nazaro se kahenge
baharo se kahenge, nazaro se kahenge
hum ho chuke tumhare hazaro se kahenge
baharo se kahenge
baharo se na kahna, nazaro se na kahna
baharo se na kahna, nazaro se na kahna
ye do dilo ki baat hai
hazaro se na kahna
baharo se na kahna
chhupane se to pyar na chhupaya jayega
chhupane se to pyar na chhupaya jayega
bujhane se ye shola, na bujhaya jayega
zamane se na kahna, ke jalega zamana
zamane se na kahna, ke jalega zamana
karega badnami, banega afsana, accha
zamane ka jo dar hai, sitaro se kahenge
zamane ka jo dar hai, sitaro se kahenge
hum ho chuke tumhare hazaro se kahenge
baharo se kahenge
baharo se na kahna, nazaro se na kahna
baharo se na kahna, nazaro se na kahna
ye do dilo ki baat hai
hazaro se na kahna
baharo se na kahna
abhi to nayi nayi mulakat huyi hai
abhi to nayi nayi mulakat huyi hai
nigahho hi nigaho me to baat huyi hai
hawaye jaanti hai, ghataye jaanti hai
hawaye jaanti hai, ghataye jaanti hai
jaha se gujre hai wo raahe jaanti hai, accha
juba se na kahenge, isharo se kahenge
juba se na kahenge, isharo se kahenge
hum ho chuke tumhare hazaro se kahenge
baharo se kahenge
baharo se kahenge, nazaro se kahenge
hum ho chuke tumhare hazaro se kahenge
baharo se kahenge
baharo ne kaha tha, nazaro ne kaha tha
baharo ne kaha tha, nazaro ne kaha tha
ye duniya bewafa hai hazaro ne kaha tha
hazaro ne kaha tha