Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.51 - 286 votes
Sadhana, Joy MukherjeeRomantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Bahut Shukriya Badi Meherbani - बहुत शुक्रिया बड़ी मेहरबानी
bahut shukriya badee meherbanee
meree jindagee me hujur aap aaye
kadam chum lu ya ke aankhe bicha du
karun kya yeh meree samaj me na aaye
bahut shukriya badee meherbanee

karun pesh tum ko najarana dil ka
najarana dil ka
ke ban jaye koyee afasana dil ka
khuda jane aisee suhanee ghadee phir
khuda jane aisee suhanee ghadee phir
meree jindagee me palat ke na aaye
bahut shukriya badee meherbanee

khushee toh bahut hai magar ye bhi gam hai
khushee toh bahut hai magar ye bhi gam hai
ke yeh sath apna kadam do kadam hai
magar yeh musafir duwa mangta hai
magar yeh musafir duwa mangta hai
khuda aapse phir kisee din milaye
bahut shukriya badee meherbanee

mujeh dar hai mujh me gurur aana jaye
lagu jhumne me surur aa na jaye
kahee dil na meraa ye tarif sun kar
kahee dil na meraa ye tarif sun kar
tumhare bane aur mujeh bhul jaye
bahut shukriya badee meherbanee
lyrics of song Bahut Shukriya Badi Meherbani
Comments on song "Bahut Shukriya Badi Meherbani"
Indu Puri on Friday, August 02, 2013
khushi to bahut hai magar ye bhi gham hai magar ye bhi gham hai ke ye saath
apnaa kadam do kadam hai magar ye musaafir duaa maangta hai magar ye
musaafir duaa maangta hai Khuda aapse phir kisi din milaaye
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ek Musafir Ek Hasina (1962)
Joy Mukherjee, Sadhana, Dhumal, Malka, Rajendra Nath, Kamal Kapoor, Jagdeesh RajAsha Bhosle, Mohammed RafiRaja Mehdi KhanRaj KhoslaEk Musafir Ek Hasina at IMDB      Ek Musafir Ek Hasina at WikipediaEk Musafir Ek Hasina at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type