mere hotho se dhuandhar nikalti hai jo boli
jaise jaise bandook ki goli
mere tevar mein hai tehzeeb ki rangeen rangoli
jaise jaise ho eid mein holi
mere hotho se dhuandhar nikalti hai jo boli
jaise jaise bandook ki goli
mere tevar mein hai tehzeeb ki rangeen rangoli
jaise jaise ho eid mein holi
mere jeevan ki dasha
thoda rasto ka nasha
thodi manzil ki pyas hai
baki sab first class hai
baki sab first class hai
baaki sab first class hai ha kasam se
baaki sab first class hai
pal mein tola pal mein maasa
jaisi baazi waisa pasha
apni thodi hattke duniyadaari hai
karna kya hai chandi sona
jitna paana utna khona
hum to dil ke dhande ke vyapari hai
meri muskaan liye kabhi aati hai subah
kabhi shamein udaas hai
baaki sab first class hai
baaki sab first class hai
baaki sab first class hai haan kasam se
baaki sab first class hai
ho sabke hothon pe charcha tera
bantta galiyon mein parcha tera
yun to aashiq hain laakho magar
sabse ooncha hai darjaa tera
jeb mein ho athanni bhale
chalta noton mein kharcha tera
yu to aashiq hai laakho magar
sabse ooncha hai darjaa tera
sabse ooncha hai darjaa tera
meri tareef se chhupti phire badnamiya meri
jaise jaise ho aankh micholi
mere tevar mein hai tehzeeb ki rangeen rangoli
jaise jaise ho eid me holi
mere jeevan ki dasha thoda raston ka nasha
thodi manzil ki pyaas hai
baaki sab first class hai
baaki sab first class hai
baaki sab first class hai ha kasam se
baaki sab first class hai ha