chaap sina raan gardan kya maangta hai re
chaap sina raan gardan kya maangta hai re
agla pichhla ye phir nichla
kya maangta hai re
kahan se kaatu, kahan ki daalu
jaha se bolo waha ki taulu
bol bakra hai, ye bakra hai
bali ka bakra hai ekdum bakra hai
chaap sina raan gardan kya maangta hai re
chaap sina raan gardan kya maangta hai re
le ja ke dekh, tu paka ke dekh
aaj ki biryani khake dekh
are le ja ke dekh, tu paka ke dekh
aaj ki biryani khake dekh
le ja ke dekh, tu paka ke dekh
aaj ki biryani khake dekh
kaleja bhi daala hai
gurda bhi daala hai
teri pasand ka har chiz nirala
bidu jaangh nali ya phir tili
kya maangta hai re
agla pichhla ye phir nichla
kya maangta hai re
kahan se kaatu, kahan ki daalu
jaha se bolo waha ki taulu
bol bakra hai, ye bakra hai
bali ka bakra hai ekdum bakra hai
chaap sina raan gardan kya maangta hai re
chaap sina raan gardan kya maangta hai re
are bhaav kyu dekhe, tu itna kyu soche
tu bhaav ke chakkar me rahega pichhe
are bhaav kyu dekhe, tu itna kyu soche
tu bhaav ke chakkar me rahega pichhe
charbi bhi daala hai
gardan bhi daala hai
teri pasand ka har chiz nirala
bidu khur mundo ya sundari
kya maangta hai re
khur mundo ya sundari
kya maangta hai re
agla pichhla ye phir nichla
kya maangta hai re
kahan se kaatu, kahan ki daalu
jaha se bolo waha ki taulu
bol bakra hai, ye bakra hai
bali ka bakra hai, ekdum bakra hai
bol bakra hai, ye bakra hai
bali ka bakra hai, ekdum bakra hai baap