he he he ha ha ha la la la 
kai sadiyo purani hain, ye ek kahani hain 
tumko sunani, tumko sunani dharti par swrg tha 
khushiyo ka nagar tha 
sab achcha tha, kisi ka na dar tha 
wo kaun si jagah hain papa 
bali bali bali, har taraf haryali 
bali bali bali, jagmagaati diwaali 
bali ki kahani, tumko sunani 
dharti par swrg tha khushiyo ka nagar tha 
sab achcha tha, kisi ka na dar tha 
bali bali bali, har taraf haryali 
bali bali bali, jagmagati divali 
bali ki kahani, tumko sunani 
rangda chudail ka khuni saya 
rangda chudail ka khuni saya 
sare baali par mandraya 
bhut pisaach ke sang mil ke 
bali ko narak banaya, narak banaya 
aur is prkaar rangda se tang aakar 
bali ke raajkumar aur nivasiyo ne mil ke 
maha shakti shali baraung se madad maangi 
aur fir shuru hua, baaraung aur rangda ek bich 
ek ghmashaan bhayankar mahayudh 
lekin ant me baraung ki hi jeet hui 
bas tab se baraung bali ke devata ban gaye 
aur aaj bhi bali me 
baraung ki hi puja ki jati hain
ye hain bali ye hain bali 
chite se bhi tej, sher jaisi takat 
lomadi jaisa chalak, aur mahaver yodha 
arjun arjun arjun arjun 
arjun bali ka rajkumar 
rankaushal me honhaar arjun

 
i just love hum hain takatwar song soooooooooooooooooooooooooooo much i
hear that song quiet a lot .. i love
bheeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeemm